السلام عليكم
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمنِ الرَّحِيمِ
حضور خاتم النبیین ﷺ نے ارشاد فرمایا:
بیشک تم میں سے اللہ تعالیٰ کے نزدیک سب سے زیادہ محبوب اور تم میں سے، میرے سب سے زیادہ قریب وہ لوگ ہیں جو اخلاق کے اعتبار سے سب سے زیادہ اچھے ہوں اور اللہ تعالیٰ کے نزدیک تم میں سب سے زیادہ نا پسندیدہ اور تم میں سے مجھ سے زیادہ دور وہ لوگ ہیں جو زیادہ بولتے ہوں باتیں بڑھا چڑھا کر کرتے ہوں اور چبا چبا کر بولتے ہوں ۔
صحیح ابن حبان حدیث نمبر 482
---------------------------------
Huzoor Khatam-un-Nabiyyin ﷺ ne irshaad farmaya:
"Beshak tum mein se Allah Ta'ala ke nazdeek sabse zyada mehboob aur tum mein se mere sabse zyada qareeb woh log hain jo ikhlaaq ke i'tibaar se sabse behtareen hon. Aur Allah Ta'ala ke nazdeek tum mein se sabse zyada na-pasandeeda aur mujh se sabse zyada door woh log hain jo zyada bolte hain, baatein barha charha kar karte hain, aur lafzon ko chaba chaba kar bolte hain."
(Saheeh Ibn-e-Hibban, Hadees No. 482)