السلام عليكم
بِسمِ اللهِ الرَّحْمنِ الرَّحِيمِ
:خاتم النبیینﷺ نے ارشاد فرمایا
دوزخ خواہشات نفسانی سے ڈھک دی گئی ہے، اور جنت مشکلات و دشواریوں سے ڈھکی ہوئی ہے۔
( صحیح بخاری حدیث نمبر 6487)
وضاحت: اس حدیث کا مطلب یہ ہے کہ گناہ اور خواہشات کا پیچھا کرنا بظاہر آسان لگتا ہے مگر انجام جہنم ہے۔ جبکہ نیکی صبر اور عبادت میں کچھ مشکل ضرور ہے، مگر اسی راستے سے جنت حاصل ہوتی ہے۔
Khatam-un-Nabiyyeen ﷺ ne irshad farmaya:
"Dozakh khwahishaat-e-nafsani se dhak di gayi hai, aur Jannat mushkilaat o dushwariyon se dhaki hui hai."
(Sahih Bukhari Hadees Number 6487)
Wazaahat: Is hadees ka matlab yeh hai ke gunaah aur khwahishaat ka peecha karna zaahir mein aasaan lagta hai, magar anjaam Jahannum hai. Jabke neki, sabr aur ibadat mein zaroor kuch mushkil hoti hai, magar isi raaste se Jannat haasil hoti hai.