بِسْمِ اللهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيمِ
غصہ چھوڑ دیں:
حضرت عبد اللہ بن عمرو رضی اللہ تعالیٰ عنہ بیان کرتے ہیں میں نے عرض کی:
یا رسول اللہ ﷺ ! کون سی چیز مجھے اللہ تعالیٰ کے غضب سے بچا سکتی ہے؟
نبی اکرم ﷺ نے ارشاد فرمایا: تم غصہ نہ کرو۔
صحیح ابن حبان حدیث نمبر 296
نوٹ: اس حدیث سے معلوم ہوتا ہے کہ غصہ اللہ تعالیٰ کے غضب کا باعث بن سکتا ہے، اس لیے اس پر قابو پانا ضروری ہے۔ جو شخص غصے کو روکتا ہے، وہ گناہوں اور اللہ تعالیٰ کی ناراضی سے بچ کر ، اس کی رضا کے قریب ہو جاتا ہے۔
--------------------------
Hazrat Abdullah bin Amro (Razi Allah Ta'ala Anhu) bayan karte hain ke main ne arz ki:
"Ya Rasool Allah! ﷺ Kaun si cheez mujhe Allah Ta'ala ke ghazab se bacha sakti hai?"
Nabi Akram ﷺ ne irshaad farmaya: "Tum ghussa na karo."
(Saheeh Ibn-e-Hibban, Hadees Number 296)
Note:
Is hadees se maloom hota hai ke ghussa Allah Ta'ala ke ghazab ka baais ban sakta hai, is liye is par qaboo paana zaroori hai. Jo shakhs ghusse ko roakta hai, woh gunaahon aur Allah Ta'ala ki narazi se bach kar, uski raza ke qareeb ho jaata hai.