السلام عليكم
بسم الله الرحمن الرحيم
حضور خاتم النبیین ﷺ نے ارشاد فرمایا:
" جنت تم میں سے کسی ایک شخص کے جوتے کے تسمے سے بھی زیادہ قریب ہے (یعنی نیکی کا ایک چھوٹا سا عمل بھی جنت کا سبب بن سکتا ہے) ، اور جہنم بھی اس کی مانند ہے (یعنی گناہ کا ایک چھوٹا سا عمل بھی جہنم کا سبب بن سکتا ہے)"۔
صحیح ابن حبان حدیث نمبر 661
--------------------------------
The Holy Prophet(PBUH) said:
"Paradise is closer to any one of you than the strap of his sandal (i.e., even a small act of goodness can lead to Paradise), and Hell is just the same (i.e., even a small act of sin can lead to Hell)".
(Sahih Ibn Hibban, Hadith No.661)
-------------------------------
Huzoor Khatam-un-Nabiyyeen ne irshaad farmaya:
"Jannat tum mein se kisi ek shakhs ke joote ke tasme se bhi zyada qareeb hai (yaani naiki ka ek chhota sa amal bhi Jannat ka sabab ban sakta hai), aur Jahannum bhi usi ki maanind hai (yaani gunaah ka ek chhota sa amal bhi Jahannum ka sabab ban sakta hai)."
Saheeh Ibn Hibban, Hadees No. 661