السلام عليكم
حضور خاتم النبیینﷺ سے محبت کرنے کا اجر
حضرت انس بن مالک رضی اللہ تعالیٰ عنہ بیان کرتے ہیں
ایک شخص نے رسول اللهﷺ سے قیامت کے بارے میں پوچھا کہ قیامت کب قائم ہوگی؟
اس پر آپ ﷺنے فرمایا کہ تم نے قیامت کے لیے تیاری کیا کی ہے؟
انہوں نے عرض کیا کچھ بھی نہیں، سوائے اس کے کہ میں اللہ اور اس کے رسول ﷺ سے محبت رکھتا ہوں ۔
آپ ﷺ نے فرمایا کہ پھر تمہارا حشر بھی انہیں کے ساتھ ہو گا جن سے تمہیں محبت ہے۔
بخاری شریف حدیث نمبر 3688
اللہ عز وجل ہمیں حضور خاتم النبیین ﷺ سے محبت کرنے کے ساتھ ساتھ آپ کی سیرت پر بھی عمل کرنے کی توفیق عطا فرمائے۔
----------------------------------
Huzoor Khatam-un-Nabiyyeen ﷺ se Mohabbat karne ka ajar
Hazrat Anas bin Malik (R.A) bayan karte hain:
Ek shakhs ne Rasool Allah ﷺ se qayamat ke baare mein poocha ke qayamat kab qayam hogi?
Is par Aap ﷺ ne farmaya: Tumne qayamat ke liye tayyari kya ki hai?
Unhon ne arz kiya: Kuch bhi nahi, siwaye is ke ke main Allah aur uske Rasool ﷺ se mohabbat rakhta hoon.
Aap ﷺ ne farmaya: Phir tumhara hashr bhi unhi ke saath hoga jinse tumhein mohabbat hai.
Bukhari Shareef Hadees No. 3688
Allah Azzawajal humein Huzoor Khatam-un-Nabiyyeen ﷺ se mohabbat karne ke saath-saath Aap ki seerat par bhi amal karne ki taufeeq ata farmaaye.