السلام عليكم
بسم اللہ الرحمن الرحيم
:آج کا سوال
عید الاضحی پر قربانی کتنے دن تک کر سکتے ہیں؟
:جواب
قربانی کے ایام تین ہیں ۔ 11،10 اور 12 ذوالحجہ
جیسا کہ مندرجہ ذیل حدیث سے ثابت ہے
حضرت عبداللہ بن عباس رضی اللہ تعالیٰ عنہما سے روایت ہے کہ قربانی کے دن عید کے بعد دو ہیں لیکن افضل دن پہلے ہی دن قربانی کرنا ہے۔
ذو الحجہ کو شام کو مغرب سے پہلے پہلے قربانی کر سکتے ہیں۔ اس کے بعد جائز نہیں ۱۲
Aaj Ka Sawal:
Eid-ul-Adha par qurbani kitne din tak kar sakte hain?
Jawab:
Qurbani ke ayaam (din) teen hain: 10, 11 aur 12 Zil-Hajj. Jaisa ke mandarja zail hadees se sabit hai:
Hazrat Abdullah bin Abbas (Radi Allahu Ta'ala Anhuma) se riwayat hai ke qurbani ke din Eid ke baad do (mazid) hain, lekin afzal din pehle hi din qurbani karna hai.
12 Zil-Hajj ko shaam ko Maghrib se pehle pehle qurbani kar sakte hain. Us ke baad jaiz nahi.