السَّلامِ عليكم
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمِنِ الرَّحِيمِ
:حضور خاتم النبیین ﷺ نے ارشاد فرمایا
قیامت کے دن کسی انسان کے قدم نہیں ہلیں گے یہاں تک کہ اس سے اس کی عمر کے بارے میں سوال کیا جائے گا کہ اس نے اسے کہاں اور کیسے گزارا؟ (یعنی نیکی اور اطاعت میں یا غفلت اور گناہوں میں)
554 سنن دارمی حدیث نمبر
------------------------------------------
The Prophet(PBUH) said:
On the Day of Resurrection, the feet of a person will not move until he is questioned about his life: how and where he spent it (that is, whether he spent it in righteousness and obedience, or in heedlessness and sins).
Sunan Darimi Hadith No. 554
Huzoor Khatam-un-Nabiyeen ﷺ ne irshad farmaya:
Qiyamat ke din kisi insaan ke qadam nahi hilenge jab tak us se us ki umar ke baare mein sawal na kiya jaye ga ke us ne use kahan aur kaise guzara? (Yani neki aur ita‘at mein ya ghaflat aur gunahon mein).
Sunan Darimi, Hadees number: 554