السلام عليكم
بسم الله الرحمن الرحیم
حضور خاتم النبیین ﷺنے ارشاد فرمایا:
با قاعدگی سے شراب پینے والا شخص جنت میں داخل نہیں ہوگا اور نہ ہی جادو پر ایمان رکھنے والا، اور نہ ہی رشتے داری کے حقوق کو پامال کرنے والا۔
صحیح ابن حبان حدیث نمبر 6137
نوٹ : یہ حدیث بتاتی ہے کہ شراب نوشی ، جادو پر یقین، اور رشتہ داری توڑنا کبیرہ گناہ ہیں۔ اگران سے سچی توبہ نہ کی جائے تو یہ جنت میں داخلے کی راہ میں رکاوٹ بن سکتے ہیں
----------------------------
Huzoor Khaatam-un-Nabiyyin ﷺ ne irshaad farmaya:
"Ba qaaidgi se sharab peene wala shakhs Jannat mein daakhil nahin hoga, aur na hi jaadu par imaan rakhne wala, aur na hi rishtedari ke huqooq ko paamaal karne wala."
Saheeh Ibn-e-Hibban – Hadees No. 6137
Note:
Yeh hadees is baat ki daleel hai ke sharab noshi, jaadu par yaqeen, aur rishtedari torhna kabirah gunaah hain. Agar in se sachchi tauba na ki jaye, to yeh aamaal Jannat mein daakhil hone mein rukawat ban sakte hain.