السلام عليكم
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمنِ الرَّحِيمِ
بارگاه خداوندی میں سب سے بڑے گناہ:
حضرت ابن عمر رضی اللہ عنہما فرماتے ہیں کہ حضور خاتم النبيين ﷺ نے ارشاد فرمایا:
اللہ تعالیٰ کی بارگاہ میں سب سے بڑا گناہ یہ ہے کہ آدمی کسی عورت سے نکاح کرے اور جب اس کی ضرورت پوری ہو جائے تو اس کو طلاق دے دے۔ اور اس کا حق مہر ہڑپ کرلے۔ اور ایسا آدمی جو کسی آدمی سے اجرت پر کام کروائے لیکن اس کی اجرت ہڑپ کر جائے۔ اور ایسا آدمی جو کسی جانور کو بلا وجہ مار ڈالے۔
حوالہ : مستدرک للحاکم حدیث نمبر 2743
-------------------------------
Hazrat Ibn-e-Umar (Razi Allahu Anhuma) farmaate hain ke Huzoor Khatam-un-Nabiyyeen ﷺ ne irshaad farmaaya:
"Allah Ta'ala ki baargah mein sab se bada gunaah yeh hai ke aadmi kisi aurat se nikaah kare aur jab us ki zaroorat poori ho jaye to use talaaq de de. Aur us ka haq mahr hadap kar le. Aur aisa aadmi jo kisi aadmi se ujrat par kaam karwaye lekin us ki ujrat hadap kar jaye. Aur aisa aadmi jo kisi jaanwar ko be wajah maar daale."
Hawalah: Mustadrak lil-Haakim, Hadees No. 2743