السلام عليكم
بسم الله الرحمن الرحيم
رحمت خداوندی:
حضور خاتم النبیین ﷺ نے ارشاد فرمایا:
اللہ تعالیٰ کا ارشاد گرامی ہے کہ میرے بندو! اگر تم سب جن و انس ایک میدان میں کھڑے ہو کر مجھ سے سوال کرو اور میں ہر انسان کی مراد پوری کر دوں تو اس سے میرے خزانوں میں صرف اتنی سی کمی آئے گی جیسے سمندر میں سوئی ڈال کر نکال لینے سے سمندر میں کمی آتی ہے۔
مشکوۃ المصابیح حدیث نمبر 2326
-----------------------------
Huzoor Khaatam-un-Nabiyeen ﷺ ne irshaad farmaaya:
Allah Ta'ala ka irshaad-e-giraami hai ke:
"Mere Bando! Agar tum sab – jin aur ins – aik maidan mein kharay ho kar mujh se sawal karo, aur main har insaan ki muraad poori kar doon, to is se mere khazanoon mein sirf itni si kami aaye gi jaise samundar mein sooi daal kar nikaal lene se samundar mein kami aati hai."
(Mishkaat-ul-Masaabeeh, Hadees No. 2326)