السلام عليكم
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيمِ
فرمان مصطفی ﷺ
ایک انصاری نوجوان نے عرض کی :
یا رسول اللہ ﷺ مومنین میں سب سے افضل کون ہے؟
آپ ﷺ نے فرمایا:
جس کے اخلاق سب سے اچھے ہیں۔
اس نے پوچھا: سب سے عقلمند کون ہے؟
آپ ﷺ نے فرمایا:
جو موت کو زیادہ یاد رکھتا ہے، اور موت آنے سے پہلے اس کی اچھی طرح تیاری کر کے رکھتا ہے، یہ شخص سمجھداروں میں سے ہے۔
متدرک للحاکم حدیث نمبر 8623
--------------------------------------------
Farmaan-e-Mustafa ﷺ:
Ek Ansari naujawan ne arz kiya:
"Ya Rasool Allah ﷺ, momineen mein sab se afzal kaun hai?"
Aap ﷺ ne farmaya:
"Jis ke akhlaaq sab se ache hain."
Os ne poocha: "Sab se aqalmand kaun hai?"
Aap ﷺ ne farmaya:
"Jo maut ko zyada yaad rakhta hai, aur maut aane se pehle uski achhi tarah tayyari karke rakhta hai. Yeh shakhs samajhdaron mein se hai."
Mustadrak lil Hakim, Hadees No. 8623