بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيمِ
حضور خاتم النبین ﷺ نے ارشاد فرمایا:
حیا، ایمان کا حصہ ہے اور ایمان جنت میں ہوگا ، اور فحش گوئی ( گندی یا ناز یبا باتیں کرنا) جفاء (سخت دلی، بدتمیزی ) کا حصہ ہے، اور جفاء جہنم میں ہوگی۔
صحیح ابن حبان حدیث نمبر 608
-------------------------------
The Prophet(PBUH) said:
Modesty is a part of faith, and faith will be in Paradise. And foul speech (i.e., indecent or obscene talk) is a part of harshness (i.e., rudeness or hard-heartedness), and harshness will be in Hell.
Sahih Ibn Hibban Hadith No.116
----------------------------
Huzoor Khaatam-un-Nabiyyeen ﷺ ne irshaad farmaya:
Haya, imaan ka hissa hai aur imaan Jannat mein hoga. Aur fahsh goi (gandi ya na-ziiba baatein karna) jafaa (sakht dili, badtameezi) ka hissa hai, aur jafaa Jahannum mein hogi.
Saheeh Ibn-e-Hibban, Hadees Number 608