السلام عليكم
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمنِ الرَّحِيمِ
حضرت عبد اللہ بن عمر رضی اللہ تعالیٰ عنہ روایت کرتے ہیں
حضور نبی اکرم ﷺ نے صوم وصال ( یعنی سحری و افطاری کے بغیر مسلسل روزے رکھنے) سے منع فرمایا-
صحابہ کرام نے عرض کیا:
یا رسول اللہ ﷺ ! آپ بھی تو وصال کے روزے رکھتے ہیں-
آپ ﷺ نے ارشاد فرمایا:
میں ہر گز تمہاری مثل نہیں ہوں مجھے تو (اپنے رب کے ہاں ) کھلایا اور پلایا جاتا ہے۔
بخاری شریف حدیث نمبر 1922
---------------------------------------
Hazrat Abdullah bin Umar Razi Allah Ta'ala Anhu riwayat karte hain
Huzoor Nabi Akram ﷺ ne Saum-e-Wisaal (ya’ni sehri o iftari ke baghair musalsal roze rakhne) se mana farmaya.
Sahaba Karam ne arz kiya:
Ya Rasool Allah ﷺ! Aap bhi to wisaal ke roze rakhte hain.
Aap ﷺ ne irshad farmaya:
Main har giz tumhari misl nahin hoon, mujhe to (apne Rab ke haan) khilaya aur pilaya jata hai.
Bukhari Shareef Hadees No. 1922