السلام عليكم
بسم الله الرحمن الرحيم
اللہ تعالی کا فرمان عالیشان ہے:
اللہ تعالیٰ ہی ہے جس نے سمندرکو تمہارے قابو میں کر دیا تا کہ اس کے حکم سے اس میں جہاز اور کشتیاں چلیں اور تاکہ تم (بحری راستوں سے بھی) اس کا فضل ( یعنی رزق ) تلاش کر سکو، اور اس لئے کہ تم شکر گزار ہو جاؤ۔
پارہ نمبر 25 سورة الجاثیہ آیت نمبر 12
-------------------------------------
ALLAH SAID IN THE QURAN:
Allah is the One Who has placed the sea under your control so that ships and vessels may sail in it by His command, so that you may look for His bounty (i.e., sustenance through the sea routes as well), and that you may become grateful (to Him).
Para 25, Surah Al-Jathiyah, Verse 12
--------------------------
Allah Ta'ala ka farmaan aala shaan hai:
Allah Ta'ala hi hai jis ne samundar ko tumhare qaabu mein kar diya taa ke us ke hukm se us mein jahaaz aur kashtiyan chalein aur taa ke tum (behri raaston se bhi) us ka fazl (ya'ni rizq) talash kar sako, aur is liye ke tum shukr guzaar ho jao.
Para No. 25, Surah Al-Jaathiyah, Ayat No. 12